World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
Surat-Falaq 113 |
(Sura-Falak Makka mai Nazil hui, is mai panch (05) Aayatain hain) |
113.01 Aap kehdijiye! Kay mein subha ky Rab ki panah mein aata hun 113.02 Her uss cheez ky shar say jo uss nay paida ki hai. 113.03 Aur andheri raat ki tareki kay shar say jab uska andhera phel jaye. 113.04 Aur girah (laga ker inn) mein phonknay walon kay sher say (bhi). 113.05 Aur hasad kerney waly ki burai say bhi jab wo hasad karey. |
Asalam O Alaikum. Allah Pak Humein Deen -E- Islam Ko Sahi Sahi Samjnai Aur Us Par Amal Karnai Ki Tofeeq Naseeb Farmahein. Isliye Mein Aap Kai Liye Laya Hun Quran Pak Ka Urdu Mein Tarjuma. Mairay liay or maray khandaan k liay dua zror kray Special thanks to sir Faisal iqbal admin@7rangi.com
Wednesday, 9 September 2015
113===Urdu trjma surH falak
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment