World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
Surat-Asar 103 |
(Sura-Asar Makka mai Nazil hui, is mai teen (03) Aayatain hain) |
103.01 Zamaney ki qasam. 103.02 Beyshak (bil-yaqeen) insane sarasar nuqsan mein hay. 103.03 Siwaey un logon kay jo eman laey aur naik amal kiey aur (jinhon nay) apas mein haq ki waseeyat ki aur aik doosry ko sabar ki naseehat ki. |
Asalam O Alaikum. Allah Pak Humein Deen -E- Islam Ko Sahi Sahi Samjnai Aur Us Par Amal Karnai Ki Tofeeq Naseeb Farmahein. Isliye Mein Aap Kai Liye Laya Hun Quran Pak Ka Urdu Mein Tarjuma. Mairay liay or maray khandaan k liay dua zror kray Special thanks to sir Faisal iqbal admin@7rangi.com
Thursday, 10 September 2015
103===surah Asar
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment