World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
Surat-Quraish 106 |
(Sura-Quraish Makka mai Nazil hui, is mai chaar (04) Aayatain hain) |
106.01 Quresh kay manoos kerney kay liye. 106.02 (yanni) unhen jary aur garmi kay safar say manoos kerney kay liey. (uskay shukriey main). 106.03 Pus unhen chahey kay issi gher kay rab ki ibadat kerty rahen. 106.04 Jiss nay inhen bhook mein khana diya aur daar (aur khof) mein aman (o-aman) diya. |
Asalam O Alaikum. Allah Pak Humein Deen -E- Islam Ko Sahi Sahi Samjnai Aur Us Par Amal Karnai Ki Tofeeq Naseeb Farmahein. Isliye Mein Aap Kai Liye Laya Hun Quran Pak Ka Urdu Mein Tarjuma. Mairay liay or maray khandaan k liay dua zror kray Special thanks to sir Faisal iqbal admin@7rangi.com
Thursday, 10 September 2015
106===surah quraish
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment