World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
Surat-Tabbatt 111 |
(Sura-Tabbatt Makka mai Nazil hui, is mai Panch (05) Aayatain hain) |
111.01 Abu Lahab ky dono hath toot gaye aur who (khud) halk ho gaya. 111.02 Na to uska maal usky kaam aya aur na uski kamai. 111.03 Who unqareeb bharkney waali aag mein jaey ga. 111.04 Aur uski biwi bhi (jaeygi) jo lakriyan dhonay waali hai. 111.05 uski garden mein post khajoor ki bati hoi rassi hogi |
Asalam O Alaikum. Allah Pak Humein Deen -E- Islam Ko Sahi Sahi Samjnai Aur Us Par Amal Karnai Ki Tofeeq Naseeb Farmahein. Isliye Mein Aap Kai Liye Laya Hun Quran Pak Ka Urdu Mein Tarjuma. Mairay liay or maray khandaan k liay dua zror kray Special thanks to sir Faisal iqbal admin@7rangi.com
Thursday, 10 September 2015
111===Surah Tabbat
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment