World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
Surat-Nasar 110 |
(Sura-Nasar Madina mai Nazil hui, is mai teen (03) Aayatain hain) |
110.01 Jab Allah ki madad aur fatah aajaye. 110.02 Aur tu logon ko ALLAH kay deen mai joak dar joak aata dekh lay. 110.03 To apnay Rab ki tasbeeh karney lag hamd kay sath aur uss say maghfirat ki dua maang, bey shak who bara hi toba qabol karney wala hai. |
Asalam O Alaikum. Allah Pak Humein Deen -E- Islam Ko Sahi Sahi Samjnai Aur Us Par Amal Karnai Ki Tofeeq Naseeb Farmahein. Isliye Mein Aap Kai Liye Laya Hun Quran Pak Ka Urdu Mein Tarjuma. Mairay liay or maray khandaan k liay dua zror kray Special thanks to sir Faisal iqbal admin@7rangi.com
Thursday, 10 September 2015
110===surah nasar tarjuma
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment