World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
Surat-Maoon 107 |
(Sura-Maoon Makka mai Nazil hui, is mai saat (07) Aayatain hain) |
107.01 Kiya tu nay (ussay bhi) dekha jo (roz) jaza ko jhutlata hai? 107.02 yehi who hai jo yateem ko dhakkay deta hai. 107.03 Aur miskeen ko khilaney ki targeeb nahi deta. 107.04 Un namazion kay liey afsos (aur well nami jahanum ki jagah) hai. 107.05 Jo apni namaz say ghafil hain. 107.06 Jo riya kari kerty hein. 107.07 Aur baratnay ki chez roktay hain |
Asalam O Alaikum. Allah Pak Humein Deen -E- Islam Ko Sahi Sahi Samjnai Aur Us Par Amal Karnai Ki Tofeeq Naseeb Farmahein. Isliye Mein Aap Kai Liye Laya Hun Quran Pak Ka Urdu Mein Tarjuma. Mairay liay or maray khandaan k liay dua zror kray Special thanks to sir Faisal iqbal admin@7rangi.com
Thursday, 10 September 2015
107===surah MAOON
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment